How to remove auto internal linking code Blogger theme?

Know how to remove auto internal linking code blogger theme and understand what are its benefits.



Aaj ke is article mein kuch aisa bataya jayenga jo ki har Blogger ko wo Problem hoti hai. Iske liye kahi Blogger ko Theme Change karne se darte hai.

Yeh Problem hai 'Auto internal linking', Yeh Issue ko karne ke liye iss Blog ko end tak padenge to 100% yeh issue wapas kabhi nahi hoga. is liye TechCRUSH ke saath bane rahe.

Chaliye shuru karte hai ki kaise auto internal linking code Blogger theme ko hataye.How to remove auto internal linking code Blogger theme? is ke liye niche diye gaye Process ko dhyan se padhna hai aur har steps ko sahi se follow Karna hai.


Auto Internal Linking Code Blogger theme ko kaise hatye.


bas Niche jo bhi Code diya usse Copy kare or dhyan se usse follow kare. jab aap yeh step ho jaye to aap apne blogger post ko apne blog ke comment page me dekh payenge.

Halki, ek baat hai jo code ko Remove karne se pehle ek blogger ko jana na bahut jaruri hai. agar aap code remove kar bhi dete hai, to bhi Custom URL wale link Nikal sakenge. aapko Har post me thik wahi Link milenga jo post se add hua hai.

bas uss Custom URL ko usko likhe or uske saath code ko Change karle or aap Auto Linking code ko puri tarah se remove kar payenge.


Internal OR External Link kaise Pehchane jae hai.


Script Post Body or Comment Body ke Internal sabhi links ko search karte hai. yeh tan sabhi internal Link ke Target Attribute ko Remove kar deta hai or Ise only External link se add karta hai.

Agar Internal Link or External Link hai to Location.host par Location.host par search karta hai. External Links ke liye Condition ===-1 par set hai or Internal Link ke liye Condition ==! - 1 par set hai.

Agar aap old Script ko istemal kar rahe hai. main Aapko Yeh hi suggest karunga ki aap ise iss New Script se Change karle, Jo bahut adhik Light or SEO Friendly hai. 


Mujhe Umeed hai ki Yeh New Script aapke Overall Content page par Positive Impression daalenge. or BLogger post ko ek New Tab me Link Popping ke saath Problem karne ke bajaye aap ki site par Traffic increase karenga. mujhe bataye kya Aapko Blogger se related koi problem hai to niche Comment karke jarur bataye.


How To Remove Auto internal linking Code.


Niche Diye gaye steps se Auto internal linking Issue Remove ho jayenga par Blog ko Complete padhna hai. Niche steps diye hai.


  1. Blogger ke dashboard ko open karle.
  2. Edit Theme par click kare or present Theme ka Backup le.
  3. Edit Html par Click kare.
  4. Niche ek Code kiya hai usse copy karle.
  5. Copy karne ke baad Edit HTML me jakar Search (CTRL + F) karke </Head> search karna hai.
  6. Fir </head> ke upar Paste karde.

Auto internal linking code Blogger themeScript Code:- 



Copy


Theme(Multi)Com ke saath Auto link remove or Unhe kaise nikale.


Agar aap Auto Link ko puri tarah se Remove karne chahte hai to aapko Upar iski process milengi, lekin Specific Link ko remove karne ke 2 Tricks hai. 

jaise ki maine ek Trick ko upar Explain kiya hai. or to aap Theme ko revised karke aap blog se code ko remove kar sakte hai. or fir aap jakar Premium Theme Buy kar sakte hai.

Agar ko customise karna hai or Sahi blog theme konsi hai to aap mere blog me jakar Check kar sakte hai. Mere blog par Blogging se related Interesting or useful tricks hai.

Remove karne kyu Important hai?


Blog se related Different website se jyada numbers mein traffic hota hai. aapko har tarah ki websites aap ki website se related mil jayengi. Template ke market me Different themes, Site aur Widget Available hai. 

Aapko sabhi links ko Remove karne me Help karenge to kuch Fixed Themes hai jo Apke blog ke settings ko remove karte hi Internal Links bhi remove ho jate hai. 

Agar aap nahi chahte ki Aapka blog uss script ke chase kare, to aapko ek Nayi theme banani hogi jo Internal linking ko Khud hi automatically remove karde.


Q&A


1. à¤®ैं अपनी वेबसाइट से आंतरिक लिंक कैसे हटाऊं? (How do I remove internal links from my website?)


Answer :- Niche Diye gaye steps se Auto internal linking Issue Remove ho jayenga par Blog ko Complete padhna hai. Niche steps diye hai.

  1. Blogger ke dashboard ko open karle.
  2. Edit Theme par click kare or present Theme ka Backup le.
  3. Edit Html par Click kare.
  4. Niche ek Code kiya hai usse copy karle.
  5. Copy karne ke baad Edit HTML me jakar Search (CTRL + F) karke </Head> search karna hai.
  6. Fir </head> ke upar Paste karde.

2. आंतरिक लिंक क्या करते हैं?(What do internal links do?).

Answer:- Agar Internal Link or External Link hai to Location.host par Location.host par search karta hai. External Links ke liye Condition ===-1 par set hai or Internal Link ke liye Condition ==! - 1 par set hai.

Agar aap old Script ko istemal kar rahe hai. main Aapko Yeh hi suggest karunga ki aap ise iss New Script se Change karle, Jo bahut adhik Light or SEO Friendly hai. 


Thank You