how to fix create an ads.txt file for 1 site | Earnings at risk in adsense.

How to fix Create an ads.txt file for 1 site google seller.json file or Earning at Risk.

Swagat hai fir se aapka TechCRUSH me, aaj ek or Important topic ko kaise fix karte hai. yeh Topic hai create an ads.txt file for 1 site. 

yeh problem aapko hamesha Adsense ke approval lete samay milengi, or Screen par sabse upar Earning at Risk ki warning di gayi hogi. ab yeh issue fix kaise kare or kya, uske liye article ko end tak pura padhna hoga.

Earning at Risk ka matlab yeh hai ki aapne apni Ads.txt file ko apne blog se attach nahi ki hai jaise hi Ads.txt file ko attach karenge aap ka Earning at Risk ki warning 24 hours me remove ho jayengi.

Earning at Risk problem ko solve karne ke liye Google seller.json file ko apne blog setting me add karna hoga.

Aapko Adsense screen par kuch yeh warning di gayi hogi, Yeh problem ko solve karne ke liye complete process diya gaya hai.

Ab yeh issue ko fix kaise kare, aapko panic hone ki jarurat nahi hai. jo yeh article me process diya hai usse dhyan se follow karna hai.

yeh trick sirf Blogger.com ke liye hai, Wordpress ke liye aapko niche ek process diya hoga padh le, or apne wordpress par jakar try kre.Create an ads.txt file ko kaise attach karna hai.

How to Fix Create an ads.txt file for 1 site.

Sabse Apne adsense ko open karle Adsense Create an ads.txt ko fix karne ke liye browser ke 1 tab me Blogger.com ko open karle, 1 tab me Google adsense ab niche aapko process diya follow kare.

Method : Adsense  create an ads.txt file for 1 site. 

  1. Apne Browser me Google adsense ko open karle.
  2. Google Adsense me Site par click kare.

  3. Google adsense Create an ads.txt file or 1 site ke niche Download ka option hoga.
  4. Download par click karna hai or 1 Text download hogi.

  5. File Download hone ke baad us file ko open karle.
  6. Ads.text file me 1 Adsense  Code hoga niche picture hai. 

  7. Ads.text Code ko Copy karle or copy hone baad Blogger me jaye.

Method : Custom ads.Txt Monetization Option in Blogger.

  1. Blogger.com par visit kare or Setting me jaaye.
  2. Blogger Setting me jaane ke baad scroll down kare.
  3. Monetization Option milenga uss me Custom ads.txt option ko Enable karna hai.
  4. Enable karne ke baad uske niche Custom Ads.txt par click karna hai.
  5. Ads.Txt File Code ko yaha par paste kar de.

  6. Paste karne ke baad Save krle.
Process Complete.

Create an ads.txt file ko add karne baad Adsense par visit kare or check kare ki Earning at risk warning remove hoyi ki nahi. Create an ads.text yeh warning remove ho gayi hai to mujhe niche comment me 'Yes' type comment karde.

Agar Create an ads.txt warning remove nahi hoyi hai to 24 hours tak wait karna hai. jab bhi Google Crawler aapke Adsense par visit karenge tab Earning at risk ki warning remove kar dega.

How to fix create an ads.txt file for 1 site in wordpress.

Create an ads.txt ko add karne ke liye Blogger se bilkul Different method hai. iske liye bhi niche alag Process diya hai.

Chaliye Process ko start karte hai.

Method : Adsense  create an ads.txt file for 1 site. 

  1. Apne Browser me Google adsense ko open karle.
  2. Google Adsense me Site par click kare.

  3. Google adsense Create an ads.txt file or 1 site ke niche Download ka option hoga.
  4. Download par click karna hai or 1 Text download hogi.

  5. File Download hone ke baad us file ko open karle.
  6. Ads.text file me 1 Adsense  Code hoga niche picture hai. 

  7. Ads.text Code ko Copy karle or copy hone baad Blogger me jaye.

Method : Custom ads.Txt Monetization Option in Wordpress.

  1. Wordpress par visit kare.
  2. Wordpress me Plugins ko open kare.
  3.  Add new plugin par click kare or search kare Ads.txt manager.

  4. Plugin ko add karne ke baad, Setting par click kare.
  5. Setting par click karenge to Ads.Txt ke option click kare.
  6. Ads.txt khulne ke baad uss Ads.txt code ko waha par paste karde.
  7. Paste karne ke baad Save karle.

Process Complete

Thank you